Ticker

6/recent/ticker-posts

WWW Kya hota Hai | world wide web kya hai | TechyOnFly

Hello and welcome doston Aaj Ham aapko www ke bare mein batane Wale Hain Ki www yani world wide web kya hota hai Iske bare mein Aaj Ham aapko batane Wale Hain isliye isliye kaun se Tak avashya padhe jisse aap Kuchh Jankari ki Pata Lag sake yadi aapko yah Jankari ke bare mein bataen to acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham ISI ke bare mein baat Karne Wale Hain isliye ko ant Tak aur Dhyan purvak padhen. 

WWW Kya hota Hai (world wide web) kya hai

WWW ka full form world wide web hota hai jise beybla w3 bhi kaha Jata Hai yah ek information space hota Hai Jahan per website se related sare documents aur web pages ko URL matlab uniform resource locator ke dwara identify Kiya jata hai yahan per sabhi documents hyper text link ke dwara Jude hote hain jisse internet ke madhyam se access Kiya jata hai.

Dusre shabdon mein kahen to world wide web ek storage system hota Hai Jahan per duniya ke sare website store rahte Hain.

History of (WWW) world wide web

World wide web se pahle information ko display karane ka kam internet hi Karta tha lekin yah Keval text Jaise information ko display karane ka kam Karta tha halanki yah information aadan pradan karna nahin ka bahut hi achcha Tarika tha parantu Congress Ke us library ke catalogue Suchi Jaisi jankari pahunchane ke liye yah bahut hi boring tha.

Dusra feature HTML matlab hyper text markup language tha Jo ki test Jaise information ke sath sath pictures color ityadi Jaise information ko display karane ka kam Karta tha lekin ise network nahin kiya ja saka.

FIR sar Tim Berners Lene ine sabhi features ko ek sath lagaya aur uske bad world wide web banaya world wide web ka sabse pahle parikshan December 1990 mein Switzerland mein sthit CERN ke prayogshala mein hua 1991 Tak web brouser aur web server software ko uplabdh karaya Gaya aur 1992 Tak ko site ko server mein host Kiya Gaya.

Www kaise kam karta hai

Abhi tak humne w w kya hai aur Ritesh ji ke bare mein jana lekin ab ham janenge ki Aankhen www kam kaise karta hai. Ek baat hamesha Dhyan rakhen ki www aur internet donon alag alag Hain bahut sare log donon ko ek hi chij mante hain lekin yah donon alag Hain.

Jab koi user Apne web brouser software ke adress bar mein koi URL enter Karta Hai jaise ki www.techyonfly.blogspot.com to browser domen name server ke pass specific url ke IP adress ke liye request send karta hai jab browser ko IP adress mil Jata Hai To browser web page ke liye web server ke pass http protocol ke madhyam se request karta hai http browser aur web brouser ko ek dusre se kam unit karne ke tarike ko specify karta hai.

Uske bad web server HTTP protocol ke madhyam se request ko accept karta hai aur FIR request bhej ko search karta hai yadi vah page web server mein maujud hota Hai To vah web brouser ko response deta aur uske bad s ti Pi connection close kar deta hai ab uske bad brouser use page ko review karta hai aur receive karne ke bad uske court ko interpreted karke page ko display karata hai.

Mere Pyare doston yadi aapko yah Jankari Pasand I hai to ise Apne doston rishtedaron ke sath share Karen jisse unhen bhi Jankari Ka Pata Lag sake ki www kya hota hai ya ine world wide web kya hota hai iska Pata Lag sake main ISI Tarah ki jankari is blog channel per Lata rahata hun isliye aap channel per Aate rahiyega jisse aapko Nahin Nahin Jankari padhne ka mauka milega. 

Post a Comment

0 Comments