Ticker

6/recent/ticker-posts

Computer ke gun | Characteristics of Computer | TechyOnFly

Computer ke kuchh gun Ke Karan log isko jyada pasand karte Hain Maine apni pichhle post mein bataya ki computer ke nuksan aur fayde kya hai aaj ke is post mein Main aapko bataunga ki computer ke gun kon kon se Hain.

Aaj ke Yug mein computer ka gyan hona bahut jaruri hai kyunki lagbhag har jagah computer ka istemal hone laga hai chahe vah school ho ya FIR office jinke pass computer knowledge hai bhai aap sabhi jagah successful ho rahe hain is post mein Main aapko computer ke gun ke bare mein batane ja raha hun lagbhag sabhi jagah Jahan computer ke basic bare mein poochha ja raha hai to yah sawal Bhi poochha ja sakta hai.

Computer ke gun

Computer ke kuchh gun Hain Jo ki ise powerful banate hain to aaiae dekhte hain computer ke kon kon se gun Hain:-

1. Speed

2. Accuracy

3. Diligence

4. Versatility

5. Storage capacity

6. Remembering power

Computer ke gun chaliye ab ine sabko explain karte Hain:-

1. Speed

Computer bahut hi Tej gati se kam karne wali electronic device hoti hai ek computer pratyek seconds mein teen se char milian instruction ko process karne ki kshamta rakhti hai computer ka speed ko Mili second micro second naino second aur pico second mein mapa jata hai manushya ki apekshakrit computer ki gati avishwasniiya yani ki bahut hi Tej hoti hai.

Computer kisi bhi prakar ki calculation ke liye kuchh seconds ka samay leta hai jabki vahi calculation Ke liye manushya ghanton ka samay barbad kar dete Hain.

2. Accuracy

Computer ke dwara jo bhi hamen result milta Hai vah Puri tarah shuddh hota Hai matlab ki computer tab tak galti nahin kar sakta jab tak ki user kuchh galat input na Karen matlab ki user ke input ke anusar computer accurate result dikhata hai.

Yadi koi manushya kisi bhi prakar ka calculation Karta Hai To usse calculation mein galti hone ke chances hote hain lekin computer kabhi galti nahin karta yah Speed ke sath sath accurate result pradan karta hai.

3. Diligence

Yah bahut bhi lagan se kam Karta Hai matlab ki yah kabhi bhi kam karte samay thakta nahin Hai yani ki thakan mahsus nahin karta yah ghanto Tak Bina kisi rukavat ke kam kar sakta hai iske dwara aapane jitne bhi instruction perform karna chahte hain aap iske dwara instruction perform karva sakte hain yah aapke sabhi instruction ko Bina ruke aur Bina speed ko kam kiye sabhi task ko pura karta hai.

4. Versatility

Iske dwara aap alag alag prakar ke kam kar sakte hain yah ek bar mein multiples kam karke de sakta hai yani ki ek bar mein isase jyada task ko perform kar sakta hai Jaise yadi aap abhi typing kar rahe hain to aap ismein background mein music bhi play kar sakte hain ya FIR dusra koi bhi kam perfrom kar sakte hain.

5. Storage capacity

Computer mein pahle se hi memory lagi Hui hote Hain jinke pass storage capacity bahut jyada hai jo ki bahut jyada data ko store karke rakh sakte hain iske alava aap data store karne ke liye secondary device iska bhi istemal kar sakte hain jaise hard disc property DVD pen drive ityadi.

6. Remembering power

Computer ke pass memory Hoti Hai jismein Sara data store rahata Hai hamen jab Bhi data ki avashyakta padati Hai tab ham Apne computer ke memory se data ko retrieve karke dekh sakte hain ismein jitne bhi data store hota hai vah sabhi yah computer dikhata hai base abhi tab tak delete nahin ho sakte jab tak ham memory se data ko delete na Karen ya FIR jab tak ki memory Ko koi nuksan Na pahunche yani ki computer ke pass yad rakhne ki Shakti bahut jyada hoti hai.

Pyare doston mein Asha Karta Hun Ki aapko yah Jankari Pasand I Hogi main ISI Tarah ki jankari Lata rahata hun isliye website per Aate Rahen jisse aapko nayi nayi jankari milati Rahegi To Milte Hain Agali ke sim Nahin Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments