Hello and welcome doston aaj main aapko computer ki pidiyon ke bare mein batane wala hun ki computer ki pidhiyan kon kon si Hoti Hai ISI ke bare mein aaj main aapko batane wala hun is test ke kaun se Tak avashya padhen.
Manushya ke jaisa computer ka bhi apna pidhi hota Hai pratyek pidhi mein computer ke field mein kuchh Na kuchh naya chij ka aavishkar hua San 1940 se computer ka journey start hua tha San 1940 mein vacuum tubes ka aavishkar hua tha ISI prakar computer ke Kshetra mein hamesha nayi nayi technology ka aavishkar Kiya gaya tha abhi tak computer ki kul panch pidhi astitva mein a chuki Hain.
Generation Of Computer
Generation of computer
1. First generation (1940-1956)
2. Second generation (1956-1963)
3. Third Generation (1964-1971)
4. Fourth generation (1971-1980)
5. Fifth generation (present and beyond)
First generation of computer
Pahli pidhi ke computer mein vacuum tubes ka istemal Kiya jata tha 1940 se 1956 ke bich first generation ka computer ka istemal hota tha first generation ka successful electronic computer ENIAC tha ENIAC ka full form electronic number ke integrated and calculator hai.
Second generation of computer
Computer ke second generation mein vacuum tubes ki jagah trangister ka upyog hota tha trangister vacuum tube ke apeksha kafi Chhota tha jiske Karan se ek jagah se dusri jagah le Jaya ja sakta tha matlab ki yah portable tha is generation ka computer bhi garmi pradan karte The lekin first generation computer ka kam garmi pradan Karta tha ise bhi Thanda rakhne ke liye AC ki avashyakta padati thi.
Third generation of computer
Computer ke Teesri pidhi mein IC ka upyog Kiya jata tha third generation computer ki avadhi 1964 se 1971 Tak Chali thi ek small device hota hai jismein computer banane ke liye hajar transister resistance aur anek electronic devices Lage hote Hain IC ka aavishkar Robert noyce aur Jack Kilby ke dwara Kiya Gaya.
Fourth generation of computer
Computer ki chauthi pidhi mein microprocessor ka upyog Kiya jata hai is generation ka computer ham abhi hamare computer mein use hota Hai microprocessor ek single chip hota hai jiska upyog computer mein automatic aur logical calculation ko perform karne ke liye Kiya Jata Hai USA ke Ted half ke dwara microprocessor ka aavishkar Kiya Gaya unhone sabse pahle microprocessor Intel 4004 ko develop Kiya aur vah Intel corporation ke liye kam kar rahe the.
Fifth generation of computer
Yah generation computer ka present generation Hai ek generation ke computer ultra large scale integrated technology per aadharit hai ismein artificial intelligence yani kritrim hoshiyari buddhi ko develop Kiya ja raha hai jismein khud se sochne samajhne ki Shakti hogi yah natural language kisi bhi prakar ka language karaega.
Is generation ke computer ko is tarah banaya ja raha hai ki taki vah apna karya kar sake use chalane ke liye kisi bhi and user ki avashyakta Na pade abhi Google assistant Windows Cortana iske udaharan Hai is generation ki avadhi 1981 se abhi tak hai ismein information ke liye high level language ka istemal Kiya jata hai Jaise python, C, Java, R
Doston main Asha Karta Hun Ki aapko yah Jankari Pasand I Hogi main ISI Tarah ki jankari Lata rahata hun isliye aap website per Aate Rahe jisse aapko nayi nayi Jankari padhne ka mauka milega To Milte Hain agale Kisi nai Jankari ke sath
0 Comments