Ticker

6/recent/ticker-posts

Computer Ke Fayde Or Nukshan | Advantages and Disadvantages of computer | TechyOnFly

Doston Aaj ham aapko computer ke fayde aur nuksan ke bare mein batane Wale Hain ki computer ke kya kya fayde ho sakte hain aur kya kya nuksan hote Hain to doston aaiae chaliye jante Hain ki computer ke kya fayde aur nuksan hote Hain.

Aaj ke Yug mein computer ka bahut bada mahatva hai matlab ki computer Ke Bina bahut sare kam adhure rah jaate Hain computer ek electronic device hai jo ki user ke dwara input leta hai aur FIR use input ko memory mein store karke usko process karta hai process karne ke bad user ko output provide karata hai.

Computer mein Aaj ki duniya Ko Puri tarah se Badal Diya Hai computer internet ke madhyam se aaj kisi prakar ka information second mein bheje ja sakte hain jo ki upyogkarta ke liye bahut hi faydemand hai aap sare kam computers ke dwara hi ho rahe hain jo ki mushkil kam hogi aasan banaa deta hai.

Iske bahut sare fayde bhi hain aur sans hi sath iske kuchh nuksan Bhi hain jaise ki ek sikke Ke do pahlu hote Hain Log agar sahi se istemal karen to yah logon ke liye bahut hi faydemand hai kyunki bahut sare mushkil kam ko yah aasan banaa deta hai lekin agar log iska galat tarike se istemal karne lage to iske bahut sare nuksan bhi hai jo ki logon ke swasthya aur Vishwas ko nuksan pahunchate Hain.

Computer Ke Fayde Or Nukshan

Computer ke fayde

Computer aaj ke Yug mein logon ke bahut sare kam ko aasan banaa deta Hai jisse logon ka samay bachat hoti hai iske dher sare fayde Hain To chaliye sabse pahle ham sabhi fayde ke list dekhte hain.

Computer ke fayde

1. Speed

2. Storage capacity

3. Accuracy

4. Learning

5. Time saving

6. Entertainment

7. Saving money

Computer ke nuksan

Jis prakar ek sikke Ke do pahlu hote hain usi prakar computer ke fayde ke saath saath iske nuksan bhi hote hain to chaliye ham jante Hain computer ke nuksan ke bare mein ki computer se kya kya nuksan ho sakte hain.

Computer ke nuksan

1. Cyber crime

2. Health problem

3. Virus

4. It can't take decision itself

Doston Aaj Humne Jana Ki computer ke fayde aur nuksan kya kya hai isliye ko padhne ke bad yah kaha ja sakta hai ki computer Jo bahut Sare fayde bhi hain aur nuksan bhi hain. 


Doston yadi aapko yah Jankari acchi lagi ho to ise Apne doston Aur rishtedaron Ke Sath Jarur share Karen jisse unhen bhi Jankari Talab mil sake doston main Asha karta hun ki aapke Jankari Pasand I Hogi main ISI Tarah ki jankari Lata rahata Hun To Milte Hain agale Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments