Output device kise kahate Hain
Jis tarah Insan kisi bhi chij ko lekar pratikriya karte hain usi tarah computer bhi karte hain lekin manushya dwara liye Gaye kisi bhi action ko ham sidha dekh sakte h ain lekin computer ko yahi karya karne ke liye kuchh drviced ki avashyakta hoti hai unhen output device kaha jata hai
Atah aap yah samajh sakte hain ki
Output device ke Bina computer mein koi Kam nahin Kiya ja sakta hai lekin Aisa kyon yah sawal Shayad aapke dimag mein a Raha hoga iska jawab aapko hamare isliye ko padhne ke bad milega isliye main aap janenge ki output device kya hai kitne prakar ka hota hai aur iske udaharan kya hai to aaiae jante Hain
Output device kya hai
Output device computer ke hardware parts chahe Jo user dwara diye Gaye nirdesh v data ko receive karta hai aur data ko purchase karne ke bad result Gujar tak pahunchata hai.
Explain ke liye aapki board input device se koi bhi ki dabate Hain to aapko result ek output device monitor per dikhai deta hai itna hi nahin ham computer mein jo kam karte hain use hard copy mein badalne ke liye bhi output device ki jarurat hoti hai.
dusre shabdon mein output device ka kam upyog karta hun dwara input device ki madad se bhejen Gaye nirdeshon ko grahan karna aur computer mein ho rahe kam ko user Tak pahunchana hota hai speaker, printer ityadi output device data ko vibhinn madhyam se upyogkarta tak pahunchata hai
Output device ke prakar
Category ke Aadhar per output device mukhya teen tarah ke hote Hain:-
Print output device:-_weh device Jo computer mein process kiye Gaye soft copy ko hard copy mein badalta hai ise output device ke madad se computer kiye Gaye kam ko paper mein prapt kiya ja sakta hai is tarah ke output device mein print Shamil hai ismein ham output ko dekh chhu aur padh sakte hain
Visual output device:-_yah vah output device hai jiske dwara ham computer mein ho rahe kam ko dekh sakte hain yah computer ka sabse mahatvpurn hissa Mana jata hai iske Bina computer mein kisi bhi kam ko nahin kiya ja sakta hai is output device mein output ko sar per dekha aur padha ja sakta hai lekin ise chhua nahin ja sakta monitor ek soft copy output device hai
Sound output device:-_sound output device we computer ka ek jaruri output device hai ise output device ki madad se ham computer ke voice aur audio ko to ham Sun sakte hain computer mein video dekhne ke liye ya FIR movie dekhte samay is device ka prayog Kiya jata hai speaker aur headphones ISI tarah output device ka udaharan hai
Output device ke udaharan
Computer ke output device ke example aur unki jankari niche Di gai hai yah computer ke sabse jyada upyog kiye jaane wale aur sabse mahatvpurn device hai
Monitor:- monitor ek TV ke Aakar ka output device hai jisse ham computer mein ho rahe kam ko dekh paate Hain monitor computer ka sabse mahatvpurn bhag hai kyunki agar yah Na Ho to upyogkarta dwara Dale Gaye ine formation dikhai hi nahin denge aur computer mein kam karna mushkil ho jaega .
Monitor ki madad se ham yah dekh paate Hain ki computer mein aakhir chal kar a raha hai monitor ka mukhya karya user dwara diye Gaye nirdeshon ko grahan kar use nirdeshon ko process karne ke bad result ko users ko dikhana hai.
Printer:- printer computer ke hardware ka sabse jaruri output device hai is output device ke madad se computer mein process kiye Gaye data ko hard copy mein yani ki paper mein convert Kiya jata hai photocopy aur jerox printer ke dwara hi hota hai printer ka aavishkar sarvpratham 1951 mein hua tha tab se ab tak naye aur alag alag tarah ke printer invest ho rahe hain
Headphones:- headphones BE computer device ka khas hissa hai jisse computer mein audio video se utpann Dhoni ko Suna ja sakta hai computer ke sound ko users Tak pahunchane ka kam headphone karta hai
Headphones ka upyog karne samay per computer ke sound ko Keval ek vyakti Sun sakta hai
Computer speakers:- computer mein chal raha hai video audio sound ko ek ya ek se adhik logon Tak sunane ke liye computer speaker ka istemal Kiya jata hai
Projector :- jaisa ki Naam se hi samajh a raha hai computer ke is input device ka kam computer screen per chal rahe chijon ko Deewar ya FIR bade parde per dikhana hai computer case output device ka prayog ka upyog office mein presentation dene ke liye aur school mein bacchon ko nai nai chijen sikhane ke liye Kiya jata hai
GPS :- GPS computer ka ek khas tarah ka house device hai lekin iske bare mein jyada kisi Ko jankari nahin Hoti hai GPS ki madad se ek computer ke se dusre computer mein data ko transfer Kiya jata hai GPS radio nevi San system Aadhar per kam karta hai GPS se talite ke signal dwara data ka aadaan pradan karta hai GPS ka upyog sarvpratham 1960 mein sanyukt rajya America dwara Kiya gaya tha
Speech_generating device (SGD):-yah computer ka ek aadhunik output device hai iski madad se computer mein likhe Gaye text ko audio form mein Suna ja sakta hai yani ki is output device ka upyog karke aap computer mein text type kar sakte audio mein Badal sakte hain
Nishkarshan:-
Doston hamare isliye ko padhne ke bad aapko samajh a Gaya hoga ki output device kya hai aur kyon iske Bina computer nahin chal sakta is post mein batai gai jankari agar aapko acchi lagi ho aur hamara kam aapko pasand aaya Ho to aise Apne doston ke sath jarur share kijiye kyunki is tarah ki jankari sabhi ke liye kafi faydemand hoti hai
Doston main Asha Karta Hun Ki aapko yah Jankari Pasand I Hogi Milte Hain Kisi Anya Jankari ke sath.
0 Comments