Hello and welcome Dosto Aaj Ham aapko computer network ke bare mein batane Wale Hain computer network kya hota hai iska use kaise kiya Jata Hai Iske bare mein Aaj Ham aapko batane Wale Hain doston yadi aapko computer network ke bare mein nahin Pata to Aaj Ham ISI ke bare mein batane Wale Hain yadi aapko Iske bare mein pata hai to bahut acchi baat hai doston isliye kaun se Tak padhne Tak aap Jaan jaenge ki computer network kya hota hai isliye isliye kaun se Tak avashya padhen jisse aapko computer network ke bare mein Pata Lag sake.
What Is Computer Network
Introduction
Koi network ek se Adhik binduon vastuon ya vyaktiyon ko aapas Mein is Prakar jodta hai ki unmen Se pratyek Kisi dusre ke sath Sidha sambandh banaa Saken pratyek Network ka ek nishchit uddeshy hota hai computer network se Hamara Tati per aaspaas ya Dur bikhre Hue computeron ko is Prakar jodne se hai ki unmen se Pratik computer Kisi dusre computer ke sath Swatantra Roop se Sampark banaa kar Suchna ya sandeshon ka aadan- pradan kar sake aur ek dusre ke sadhanon tatha suvidhaon ka sajha kar sake.
Computer network ek se Adhik computer Se Kisi Sanchar Madhyam se aapas mein is Prakar jodta hai ki Ve Apna Sandesh dusron ko bhej Saken tatha Unse prapt bhi kar sake nimna Chitra Mein Ek Samanya computer network ki Karya Pranali Dikhai Gai Hai Kisi computer network ke computer Apne network Mein Rahte Hue dusre network ke computer ke sath bhi Sampark kar sakte hain.
Network ki avdharnaen.
Network takniki ki Charcha teen vibhinn Prakar Se suchnaon Ke sthanantaran ke roop Mein kar sakte hain dhvni data tatha video bahut se Sangathan Jo Adhik dakshata aur kam kharch wala Sanchar Sampark Chahte Hain ine teenon Prakar ke Suchna sthanantaran ka Labh lene ke ichchuk ho sakte hain yadi ine teenon ki taknikon mein aapas mein bahut Antar hai lekin inmein se do mukhyatah dhvni aur data ko ek Sath Milana kathin nahin hai aur Kai mamalon Mein To teenon Ko Mila Diya Jata Hai Keval dhvni wale network Jaise mobile phone sabse Adhik prachalit hai aur yah is Samay sabse Adhik faile Hue network hai.
Kisi network Mein data ke transfer ki mulya taknik ko packet switching Kaha Jata Hai Kisi upyogkarta dwara bheje jaane wale data Jise pray Sandesh Kaha Jata Hai Ko Kuchh Chhoti ikaiyon Mein Thoda Jata Hai inhen packet Kahate Hain pratyek packet Ko अलग-अलग Man Kar Kisi nishchit Pate per network ke Madhyam se bheja Jata Hai ine facton Ko tab tak ek packet switching exchange se dusre exchange Tak bheja Jata rahata Hai tab tak ki vah Apne nishchit ghantv Tak Na pahunch jaen Pratik exchange Mein packeton ki jaanch ki jaati hai aur FIR Aage bhej diya jata hai.
Computer network main Jude Hue computeron ki visheshta ke Aadhar per inhen do rupon mein vibhajit kiya Ja sakta hai.
(i) sajatiy network- sajate network Saman configuration tatha protocol wale computeron Se Milkar banaa Hota Hai udaharan ke liye len Ek Prakar ka sajati network hain.
(ii) Bijatiya network- bijachi network bhinn bhinn operating system tatha protocol wale computeron Se Milkar banaa Hota Hai udaharan ke liye Ban Ek Prakar ka Vidyarthi network hai.
Doston main Asha Karta Hun Ki aapko computer network ke bare mein Pata Lag Gaya Hoga computer network kya hota hai yadi yah Jankari aapko Pasand I Ho to use Apne doston Aur rishtedaron Ko Jarur share Karen jisse unhen bhi Iske bare mein pata Lagi to Milte Hain agale Kisi nai Jankari ke sath.
0 Comments