Ticker

6/recent/ticker-posts

Find tuning Power Point presentation

Hello doston Aaj Ham aapko power point presentation find tuning ke bare mein batane Wale Hain ki aap iska istemal kaise kar sakte hain yadi aapko Iske bare mein pata hai to bahut acchi baat hai yadi aapko PowerPoint presentation ke bare mein nahin Pata to Aaj Ham aapko ISI ke bare mein batane Wale Hain isliye isliye ko ant Tak avashya padhen isliye ko padhne ke bad aap Jaan Jaenge ki MS PowerPoint Kya Hota Hai isliye ko ant Tak aur dhyanpurvak padhen. 

Find tuning Power Point presentation

Hello doston aaj main aapko presentation ke bare mein batane wala hun ki presentation mein aapko koi bhi problem Hoti Hai Jab Koi presentation Saman Roop se kharab ho Jaati Hai tab uska Nishkarsh Kaise nikala Jata Hai ISI ke bare mein aaj main batane wala hun isliye is post ko aap avashya padhen ismein aapko presentation se related jo bhi Guards Hain Sabhi clear Ho jaenge main Asha Karta Hun Ki aapko yah post Pasand Aaegi ismein presentation ke kharab hone per kya karna chahie ISI ke bare mein bataya gaya hai. 


Jab Koi presentation asamanya Roop se kharab ho Jaati Hai To niraash hone ke Sthan per use theek karne ka Prayas Kiya Ja sakta hai iske liye bahut se pahlu hai jo yah sunishchit Karte Hain Ki mukhya buniyadi feature Parivartan ke bad bhi Sabhi slides Apne status Roop mein rahe;

 Jaise-


1. Pratham Times new Roman ke Sthan per acche fund per Jaise Arial Ka prayog Karna chahie yah screen per padhne ke liye tatha fine tuning process ko Gati dene ke liye Achcha Hota Hai. 


2. Prabhavi rangon ka hi prayog karna chahie Jab aap is lights Mein sanshodhan karne ki koshish kar rahe hain tab bahut Adhik rangon ka prayog aapko vichalit kar sakta hai. 


3. Jab aap PPT ko fine tune kar rahe hain tab yah Dhyan rakhen Ki Kunji ka shortcut Roop Mein prayog Karen aap Karya karne ki speed ko Tej karne ke liye mouse ke daen Pran per click kar sakte hain. 


4. Insert tape se image lene ke Sthan per unhen drug tatha drop Karke fine tune Kiya Ja Sakta Hai Iski atirikt text aur graphics ke liye daen button Ka prayog Karna chahie F2 option ka prayog text box tatha box ke Madhya text move karane ke liye karna chahie. 


5. Keyboard shortcut Sambhav: kshamta ko badhane ke liye Achcha Vikalp hai. 


6. Aapki slide ka contact outline option mesh Radha Se Dekha jata tha edit Kiya Ja sakta hai slide Mein hone wale Parivartan daen aur vastvik slide Mein pradarshit Hote Hain.


Doston main Asha Karta Hun Ki aapko Iske bare mein Pata Lag Gaya hoga aur is Jankari se aapko bahut Labh Milega To Milte Hain Agali Kisi nai Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments