Ticker

6/recent/ticker-posts

Computer Ki Sahayak Memory Kitne Prakar Ki Hoti Hai | Computer Sahayak Memory

Hello and welcome doston Aaj Ham aapko Sahayak memory ke bare mein batane Wale Hain Ki Sahayak memory kya hoti hai ISI ke bare mein Aaj Ham aapko batane Wale Hain yadi aapko Sahayak memory ke bare mein pata hai to bahut acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham aapko Sahayak memory ke bare mein batane Wale Hain Ki Sahayak memory kya hoti hai aur yah kitne Prakar ki Hoti Hai Iske bare mein Aaj Ham aapko Baat To Aane Wale Hain isliye isliye ko ant Tak avashya padhen Jise aap Koi Jankari ka Labh mil sake. 

Sahayak memory nimn Prakar ki hoti hain

1. Floppy disc

Yah Ek Aisi vruttakar disc Hoti Hai Jiske donon aur ek Chumbak ke padarth ka lep Chadha hota hai yah Ek plastic ke chaukor cover Mein Rakhi rahti hai Jiske andar floppy ke Safai karne wali Mulayam linein hoti hain iski motai lagbhag 2 mm aur aur Vyas 3.5 inch Hota Hai. 

Iske bich Ek Dhuri dhaatu Ki Bani Hoti Hai Iske upri Kinare per Ek khiskane wala dhakkan hota hai jo likhane padhne ke Khule Sthan ko Puri Tarah Dhak leta hai iska likhane ka Suraksha Kshetra aayatkar Hota Hai jismein Ek Chhota Sa plastic ka tap ya tukra hota hai yah tape do sthitiyon Mein Rakha Ja sakta hai. 

Ek sthiti mein Rahane per floppy per Kuchh bhi likha ya padha Ja sakta hai aur dusri sthiti Mein Rahane per usse Keval padha Ja sakta hai is floppy ki Bhandaran kshamta lagbhag 1.44 megabyte hoti hai lapi per data Kuchh Is Kendriya vruttakar pathon per store Kiya Jata Hai jinhen track Kahate Hain Har track Kai bhagon Mein Bata Hota Hai jinhen sector Kahate Hain. 

Ek sector Mein 512 white hoti hai Iski Prati inch chaudi satah per 135 track Bane Hote Hain pratyek track per Kuchh Mahin chumbkiya chinh banae Jaate Hain Ek Disha Mein banae Gaye chinh winery ank Van ko vyakt karte hain aur uski viprit Disha Mein banae Gaye chinh winery ank 0 ko vyakt karte hain is Prakar chumbkiya Disco per binary code mein koi bhi Suchna Ankit ki Ja sakti hai. 

2. Hard disc

Ise fix disc bhi Kaha Jata Hai yah Kai aakaron aur kshamtaon mein milati hai lekin Inki bnavat tatha Karya paddti lagbhag Ek Jaisi Si Hoti Hai hard disc Ek Duri per Lagi Hui Kai bhratakar chumbkiya Disco ka samuh hota hai pratyek disc ki satah per chumbkiya padarth Ka lep Hota Hai Jis per chumbkiya chinh banae Jaate Hain sabse upar aur sabse niche ki disc ki Bahari satah ko chhodkar Anya Sabhi shatav per data store Kiya jata hai aisi pratyek satah ke liye ek alag red hota hai Jo Aage Piche Sadak sakta hai hard disc Mein Disco ko Tej Gati se ghumaya Jata Hai inke ghumne ki gati 3600 Chakkar Prati minut se 7200 chakkar Prati minut Tak Hoti Hai read right head aur desk satah ke bich lagbhag 0.64 inch ka Antar hota hai Sabhi dish ke Ek Sath ghumti Hain aur Sabhi read ride head Ek Sath Aage Piche sarkate Hain parantu data likhane aur padhne ke liye ek Samay main Keval ek hi rewrite head ko Chuna Jata Hai is Prakar vibhinn red ride head ko chunte Hue Kisi bhi satah ke kisi bhi sector se data padha ya use per likha Ja sakta hai. 

Aadhunik hard Disco ki storage kshamta 10 terabyte Tak Hoti Hai personal computeron ke liye vishesh Prakar ki hard disc bhi uplabdh hai jinhen Winchester disc Kaha Jata Hai Inki kshamta 20 Gigabyte se 80 Gigabyte Tak hoti hai hard disc suchnaon ko sthai Roop se store karne ka Vishva saniy Madhyam aur inke upyog karne ki gati bhi paryapt hoti hai lekin yah Dhul Aadi ke Prati bahut sanvedanshil Hoti Hai Jiske Karan Inko Ek dibbe mein sthai Roop se band Rakha jata hai aur system ikai ke andar Laga Diya jata hai.

3. Compact disc

Yah Ek Vishesh Prakar ki dics hoti Hai Jin per data pray Ek Bar hi likh sakte hain aur FIR use Kitni bhi bar padh sakte hain yah Ek Prakar ki read only memory hi hai inmein pray Aisi suchnaen store ki Jaati Hai Jo sthai Prakriti Ki Ho tatha jinki avashyakta bar bar padhati Ho Jaise telephone directory Hawai jahajon ki udanon ki samay sarni pustakalay ki pustakon ki Suchi kanuni suchnaen film Aadi. 

Ine per data likhane padhne ke liye lazer takniki ka prayog Kiya jata hai isliye inhen optical disc bhi Kaha Jata Hai yah plastic Ki Bani Hui disc Hoti Hai Jis per donon aur aluminium ki Patali Parat Lagi Hoti Hai is Parat per per Darshak plastic ki Parat Hoti Hai jisse yah surakshit rahti hai is per data store karne ki vidhi chumbkiya Disco Se Alag Hoti Hai Chumbak ki disco per Jahan Sanket Diye vruttakar track hote hain vahan compact disc per Ek selfielakar track Hota Hai. 

ISI Prakar data ko record karne ki vidhi bhi alag Hoti Hai Chumbak ke Disco per Chumbak ki chinh banae Jaate Hain jabki CD per gaddon aur Bhumi ke roop Mein data store Kiya Jata Hai Koi Gaddha Prakash ko bikher Deta Hai jabki Bhumi Prakash ko Laut Aati Hai CD per suchnaen ko Saman ghantv ke sath Store Kiya Jata Hai arthat track ki lambai mein suchnaon ko install karne ki Matra Saman hoti hai isliye suchnaen padhte Samay disc ke ghumne ki gati Badalti rahti hai disc ko is Prakar ghumaya jata hai ki Prati second Padhi jaane wali Vito ki sankhya nishchit rahti hai Jise sthir rahti hai Gati Kaha jata hai. 

Ek Sidhi ki Bhandaran kshamta lagbhag 700 megabyte se 847 megabyte Tak Hoti Hai ise pray 1200 kilo white Prati second ki gati se padha Jata Hai ismein se suchnaen padhne ke liye Jo drive upyog Mein Lai Jaati Hai use CD ROM drive Kaha jata hai. 

Aisi compact Jiske bhi uplabdh hai Jin per Sadharan Trophy Ki Tarah data likha ya padha Ja sakta hai lekin unke liye Sidhi writer Namak Yukti ki avashyakta Hoti Hai apekshakrit mahange hone ke Karan Inka prayog abhi simit Hai compact disc Ko Ka prayog adhiktar computeron ke sath Kiya Jata Hai Kyunki Sabhi Prakar ke program CD per hi uplabdh hote hain CD ka ek Anya parishkrit Roop bhi prayog Mein Laya Jata Hai Jise DVD Kaha jata hai. 

4. Chumbkiya tape

 Yah purani filon ka backup lene ke liye bahut surakshit aur saste sadhan Mane Jaate Hain yah prarambh Se Hi computer mein upyog Kiye Ja Rahe hain aur abhi bhi Inka upyog Kiya Jata Hai chumbkiya tape plastic ka Aadha inch ya 12.7 mm chauda tatha saikdon hajaron fit Lamba Ho Pita Hota Hai Jo Ek chakke per lipata rahata hai Iski Ek satah per Chumbak ki padarth ki patni Parat Lagi Hoti Hai ISI Parat per Chumbak ki chinh Banakar data likha Jata Hai tape ki ek inch lambai Mein 800 Se Lekar 6250 white a Tak likhi Ja sakti hai tape ki lambai 200 feet se 3600 feet Tak hoti hai. 

Chumbak ki tape Kafi dhima hota hai Kyunki yah Ek kramik Madhyam hai iska Arth yah hai ki ismein data likhane ya padhne ka Karya ek sire se dusre sire Tak kramata Kiya Jata Hai Ham bich Mein likhna padhna Shuru nahin kar sakte yadi Hamen bich Mein Bhari Hui koi file Nahin ho to usse pahle ka sara tip Dhire Dhire chhodana padta hai lekin ine Tempo ki Vishva sunniyata bahut Adhik hoti hai aur yah saikdon varshon Tak bhi surakshit rahte hain isliye Inka prayog Aise data ko rakhne mein kiya Jata Hai Jise Lambe Samay Tak surakshit Rakhna Ho.

Chumbkiya tapo ka ek Chhota Roop adhikansh computeron mein prayog kiya Jata Hai yah Sadharan audio casset ke Aakar Ka Hota Hai jismein tape ki chaudai 1/4 inch aur lambai 600 fit Hoti Hai Iski kshamta 40 megabyte se 100 megabyte Tak hoti hai Inko bhi floppy Ki  Tarah Ek tape drive Mein Lagaya jata hai jo computer ke CPU ke box Mein Hi Laga Hota Hai. 

5. Pen drive

Pen drive flash drive memory drive USB drive ya jump drive Ek petrol storage Yukti Hai jismein Sabhi avashyakta data ko hard disc Ki Tarah Lambe Samay Tak store Karke Rakha Ja sakta hai yah Aakar mein bahut hi Chhoti AVN data transfer Mein Adhik gatishil Hoti Hai Inki data storage kshamta 256KB se 64GB Tak ho sakti hai. 

6. Blu- ray disc

Blu- ray disc  DVD prarup mein data ko punsah grahan karne ke liye design Kiya gaya ek optical disc Bhandaran Madhyam hai iska prarup blue- red disc  Association dwara viksit Kiya gaya tha aarop ko samanyatah data ke ullekhan recording Uchch paribhashit video ko karne tatha data ki badi Matra ko sangrahit karne ke liye viksit Kiya gaya hai is prarup Mein DVD se lagbhag 5 Guna Bhandaran kshamta Hoti Hai is prarup ko blue- rey  disk isliye Kaha Jata Hai Kyunki ismein data ko padhne tatha likhane ke liye Neele Rang ki lazer ka prayog Kiya Jata Hai yah blue- rey disc Ek per 25 GB tatha donon Parat per 50 GB Tak data sangrahit kar sakta hai.

Doston main Asha Karta Hun Ki aapko Sahayak memory se Jude Sabhi doughts clear Ho Gaye Honge yadi aapko yah Jankari Pasand I ho to ise Apne doston Aur rishtedaron Ke Sath Jarur share Karen jisse unhen bhi Jankari ka naam mil sake to Milte Hain Ki Kisi nai Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments