Ticker

6/recent/ticker-posts

MOUSE Kya Hota Hai | What Is Mouse

Doston aapane Mouse ka use to Kabhi Na Kabhi Kiya Hoga yadi aapko pata hai ki Mouse Kya Hota Hai to bahut acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham aapko isliye ke Madhyam se ISI ke bare mein batane Wale Hain Ki Mouse Kya Hota Hai Doston Ham aapko Bata Den Ki Mouse Ek input device hota hai jisse computer mein Bahut Si kriyaen ki Jaati Hain doston Aaj Ham aapko mouse ke bare mein batane Wale Hain Ki Mouse kya hota hai isliye isliye kaun sa Tak avashya padhen jisse aapko mouse ke bare mein Pata Lag sake. 

MOUSE Kya Hota Hai

Mouse Hath Mein pakad kar Chalai jaane wali Ek input Yukti hai yah Ek Keval dwara CPU Se Juda rahata hai iska upyog monitor ke Parde per karsar ko control karne mein kiya Jata Hai Mouse Ek Chhoti dibbi ke Aakar Ka Hota Hai Isko Hath se pakad kar Ek samtal ped per sarkaya jata Hai Jise mouse pad Kahate Hain Mouse ke upar do button bhi hote hain jinhen Baya aur Daya button kahan jata hai. 

Hardware AVN software ki dharnaen. 

Ham ine Baton ko dabakar computer ko input Dete Hain monitor ke Parde per Ek Upar Uthe Hue tirche Teer Jaisa chinh hota hai Jise Mouse pointer kahan Jata Hai yah pointer Mouse ki Hulchul ke anusar hi Hulchul karta hai Jab Mouse ko Uske pad per sarkaya Jata Hai tab mouse pointer bhi screen per Usi Disha Mein sarakta hai . 


Mouse ko Sarka kar mouse pointer ko screen per Kahin Bhi Laya Ja sakta hai most pointer ka Roop uski sthiti aur program ke anusar Badalta rahata Hai Jab Mouse ko Sarkar mouse pointer ko screen ke kisi Vishesh Sthan per late Hain To use pointer karna Kaha Jata Hai mouse ke bye button Ko Ek Bar dabakar Chhod Dene Ki Kriya ko click karna Kaha Jata Hai Jab bye button ko jaldi jaldi Do Bar click Karte Hain To is Kriya ko double click karna Kaha Jata Hai  kabhi kabhi daen button ko bhi click Kiya jata hai is Kriya ko Daya click karna Kahate Hain iski avashyakta pray Windows aadharit programon Mein hoti hai. 


Ham monitor ki screen per Bani Hui Kisi bhi Vastu per mouse pointer lakar aur click Karke use Vastu ko Chun sakte hain kabhi kabhi screen Ki Kisi Vastu ko mouse pointer dwara chunte Hue Baya button dabakar pakad lete hain aur button dabaen rakhte Hue mouse pointer ko sarkaate Hain isase vah chuni Hui Vastu bhi Sath hi sath sarakti Hai is Kriya ko khinchna ya ragging Kaha Jata Hai Jab Ham mouse pointer dwara Kisi Vastu ko ek Sthan se khinchkar dusre Sthan per chhodate Hain To is Kriya ko chhodana ya dropping kahan jata hai ine kriyaon ki avashyakta bhi Windows Mein ya Windows aadharit program per Karya karte samay Hoti Hai Mouse ka prayog computer per game khelne tatha Windows desktop Prakashan tatha graphics Aadi graphical user interface aadharit program athva karyon Mein anivarya Roop Se Kiya jata hai. 


Visheshtaen

(i) isase objects aur options ko aasani se select Kiya Ja sakta hai. 

(ii)  iska pointing yukt ke liye adhiktam prayog Kiya jata hai. 


Mouse ke Prakar

Mouse mukhyatah nimn Prakar ke Hote Hain-

(i) mechanical Mouse- is mouse Mein niche ki or ek ball hoti hai jisse karsar ya pointer ka Ghuma ball ke ghumao ke Aadhar per hoti hai. 

(ii) optical mouse- is mouse mein bol ke Sthan per LED ka prayog Kiya Jata Hai ismein karsar ka ghumav diode ya photo diode se nikalne wali light ke ghumav ke Aadhar per Hota Hai. 

(iii) laser Mouse- ismein normal LED ke Sthan per infrared laser diode ka prayog Kiya jata hai.


Doston yadi aapko yah Mouse se Judi Jankari Pasand I ho to ise Apne doston Aur rishtedaron Ke Sath Jarur share Karen jisse unhen bhi Iske bare mein Pata Lag sake to Milte Hain lekin Nahin Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments