Ticker

6/recent/ticker-posts

Bharat Mein Computer | Computer

Hello and welcome Dosto Aaj Ham aapko batane Wale Hain Ki Bharat mein computer ka upyog kab se shuru Hua Bharat mein computer kab aaya ISI ke bare mein Aaj Ham aapko batane Wale Hain yadi aapko Iske bare mein pata hai to bahut acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham aapko ISI ke bare mein batane Wale Hain Ki Bharat mein computer kab aaya aur iska computer ka Vikas Kaise Hue Iske bare mein Aaj Ham aapko batane Wale Hain yadi aapko Iske bare mein pata hai to bahut acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham aapko isliye ke Madhyam se Iske bare mein batane Wale Hain isliye isliye quantita ko aur dhyanpurvak avashya padhen. 

Bharat Mein Computer

Bharat mein computeron ka upyog bahut deri Se prarambh Hua Hai Kahate Hain Ki Bharat mein pahla computer per 1955 Mein Kolkata Mein Lagaya gaya tha Jiska Naam HEC-2M tha Bharat mein varsh 1980 tak gine chune hi computer the Aur unmen Bhi pray Sabhi dusri pidhi ke computer the varsh 1980 ke bad ke dashak Main Bharat mein computer ka upyog Achanak Badha Iske do Karan the pahla ki nai pidhi ke computero ke sath input output aur Bhandaran ki suvidhaon ka Vikas Hua jisse computer Ka upyog Karna Aasan Ho Gaya aur dusra computer ki kimat kam aur rakhrakhav Saral Ho Jaane Ke Karan bade Bade shaikshik sansthaon aur vyaparik sangathanon dwara computer Lagana Sambhav Ho Gaya iske sath hi computeron Mein vidyarthiyon ki Ruchi Mein vriddhi Hui aur isase sambandhit Shiksha ki Mang Hone Lagi. 


Fir Bhi varsh 1995 Tak computer Keval Bade vyaparik aur Sarkari sansthanon tak hi simit Rahe Bharat mein vastvik computer Kranti varsh 1995 ke bad Hi aai  Jab Personal Computer service Sulabh ho gaye aur Unka mulya bhi Chhote vidyalayon tatha vyapariyon ki pahunch Mein a Gaya iske sath hi computeron ki sankhya Aur upyog Din donon Raat chauguna badhane Laga lagbhag Sabhi vidyalayon Mein anivarya Roop Se computeron Ki Shiksha Di Jaane Lagi Aaj sthiti yah hai ki ghar ghar mein computer Usi Tarah Paye Jaate Hain Jis Tarah television Paye Jaate Hain. 


Bhartiya bhashaon Mein computeron ke upyog ko badhava dene ke liye Bharat Sarkar ne c-dak ki Pune mein sthapna ki Jisne Gist taknik ka Vikas Karke Bhartiya bhashaon Mein computer per Karya karna Saral Banaya is Sanstha Ne super computer ka bhi Nirman Kiya Hai Iske dwara viksit Kiya Gaya Param 10000 Namak super computer bahut shaktishali hai yah Puri Tarah Swadeshi taknik per nirbhar hai. 


Mini computer

Yah Aakar Mein micro computer se Kuchh Bade aur kshamta mein bahut Adhik hote hain Inki mukhya memory ka Aakar 64 megabyte Se Lekar 512 megabyte ya aur Adhik bhi ho sakta hai ine per Ek Sath Kai log Karya kar sakte hain aur ek Sath Ek Se Jyada program chal sakte hain ine computer mein avashyakta anusar disc drive line printer Aadi alag se Jude Ja sakte hain Inka mulya Sadharan tatha companyyon dwara bahan karne yogya hota hai Inka upyog Shodh Vidyalay aur engineering ke karyon mein kiya jata hai


Mainframe computer

Yah Aakar Mein mini computer se Kafi Bade hote hain aur kshamta mein bhi Adhik hote hain Inki mukhya memory ka Aakar 256 megabytes Se Lekar 2 Gigabyte Tak Hoti Hai ine per Ek Sath saikdon vyakti Karya kar sakte hain ine computeron ke liye air conditioning anivarya Hoti Hai Taki tapman 20 degree se 25 degree Celsius Tak banaa Rahe ismein online data storage ki Vishesh Suvidha hoti hai ine computeron ka mulya bahut Adhik hota hai ine computer. 


Supercomputer

Yah computer Aakar Mein Vishal computer se Adhik saikdon hajaron Guna Tej hote hain inmein samantar purushon Se Ki kshamta Hoti Hai jismein Unka gana Alag ala Charanon mein karne ke Sthan per Ek Sath ki Jaati Hai Ki jaldi purn ho jaaye yah Aise karyon Mein prayog ki Jaate Hain jinmen lambi aur jatil gananayen karni padati hain

Pyare doston main Asha Karta Hun Ki aapko Hai computer ke bare mein Jankari Pasand I Hogi To Milte Hain Agali Kaisi nai Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments