Ticker

6/recent/ticker-posts

Computer kya hai | Computer Ki Defination | TechyOnFly

Doston Aaj Ke din mein computer ka istemal Karna aam baat ho gaya hai ab sabhi log computer ke bare mein jante hain lekin jab aapko kahin per bhi computer ka paribhasha poochha jata hai to aap iska definition nahin Bata paate yadi aapko iske bare mein pata hai to bahut achcha hai yadi aapko iski definition nahin pata to main aapko computer ki definition batane wala hun.

Friends ham computer to istemal karte hain lekin Kai bar aisa hota ki ham iska technical definition nahin de paate agar aapko bhi technical definition ke bare mein nahin pata to aaj ki is post mein Main aapko computer ki tarah tarah ki definition ke bare mein bataunga.

Computer kya hai

Computer ek electronic device hota hai jo ki tarah tarah Ke arithmetricaland logical task ko manushya ki tulna mein teji se calculate kar sakta hai yah tarah tarah ke problems ko aasani se solve kar sakta hai.

Computer ek electronic device aur machine hota hai jo ki user ke dwara input leta hai aur fir us input ko memory mein store karke usko process karta hai aur uske bad user ko meaningful output provide karata hai.

Computer word ko Roman bhasha ''computere'' se liya Gaya Hai jiska matlab count karna calculate karna computer ko Hindi meaning gadnayantra hota Hai computer ka ful form commonly operated machine particularly used for technical education research hota Hai.

Computer ka Janak

Charles Babbage ko computer ka Janak aur computer ka pita kaha Jata Hai kyunki unhone hi sabse pahle computer ka aavishkar kiya tha jiska Naam mechanical general purpose computer tha inhone analytical engine ko 1837 mein banaya tha.

Computer ka itihaas

Computer ka itihaas aaj se lagbhag 300 varsh Purana Hai iska istemal sabse pahle Bhartiya ganana karne ke liye Kiya gaya tha doston varshon pahle jab hamen kisi bhi badi sankhya mein galtiyan karna hota tha to manushya ke dwara yah ganana karna thoda mushkil tha to use samay hamen ek aise tools ke avashyakta ki Kami mahsus hone lagi jiski sahayata se ham gadtiye gadna kar saken.

Abacus

Gadna karne wali pahli machine banai gai thi uska naam Abacus tha. Iske dwara bade bade gart ke ganana ko aasani se solve Kiya jata tha ise calculating tool bhi kaha jata tha jisko sabse pahle China Europe aur Russia mein use Kiya jata tha iska satik utpati kab hua yah abhi bhi agyat hai. Ismein bahut sare kshan motiyon se bhare hote the aur motiyon Ke faisla kar Ke gati karna Kiya jata tha iska example abhi bhi statement dekhne Ko milta Hai Shayad aapane bacche ke liye likhane wala slate mein sabse niche mote Lage hue sharir dekhe honge jo ki aage kas ko represent karta hai ya jodna aasan tha lekin isase Guna aur bhag karna possible nahin tha.

San 1616 mein John napian ne ek device banaya jiska Naam Napier bones Diya yah device ek aayatakar se banaa hua tha jiska istemal ganana karne ke liye jod ghatav Guna aur vibhajan karne ke liye istemal Kiya gaya tha iske sath sath iske dwara squire root bhi solve Kiya ja sakta tha.


Doston yadi aapko Hai information acchi lagi ho to aise Apne doston rishtedaron ke sath Jarur share Karen jisse unhen bhi is Jankari ke Pata Lag sake main ISI Tarah ki jankari is blog channel per Lata rahata hun isliye aapse nivedan hai ki aap website per aate rahiyega to Milte Hain agale Kisi nai Jankari ke sath. 

Post a Comment

0 Comments