Ticker

6/recent/ticker-posts

Computer Kitne Prakar Ke Hote Hai | Computer Ke Prakar | TechyOnFly

Hello doston aaj main aapko computer Prakar ke bare mein batane wala hun computer ke Prakar kitne Prakar ke hote hain computer ke Prakar kya kya hote hain ISI ke bare mein aaj main aapko batane wala hun yadi aapko Iske bare mein pata hai to acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham ISI ke bare mein batane wala hai isliye isliye phone Tak avashya padhen jisse aapko hai Jankari Ka Pata Lag sake. 

Computer Kitne Prakar Ke Hote Hai

Aaj ke is aadhunik Yug mein computer bahut hi badi chij ban chuki hai aap ghanton ke kam minuton mein computer ya mobile ke dwara ho jata hai ek prakar se kahen to computer pure duniya Ko hi Badal Diya Jahan isase acche kam ho rahe hain vahi iska galat istemal Bhi Kiya jata hai.

Jab se computer Banna shuru hua tab computer bahut hi bade size ke banae jaate the jisko chalana bahut hi mushkil tha lekin Jaise naye naye technology ka aavishkar hone laga vaise vaise computer ka size bhi kam ho gaya aur unko chalana bhi aasan hone Laga Aaj 22bi sadi mein computer har logon ke pass available hota hai kyunki yah sasta hone ke sath sath chalana bhi aasan Ho Gaya vaise agar ham computer ke prakar ki baat karen to dher sare prakar hain lekin kuchh mahatvpurn prakar Jaise Main yahan discribe kar raha hun.

Computer ke prakar

Computer ek multipurpose machine aur device Hai jiska istemal har tarah Ke kamon ke liye Kiya jata hai Jaise Bank mein customer record ko maintain karne ke liye school se main Chhatra chhatraon ka record maintain karne ke liye ityadi vaise to computer ke prakar ko seedha-seedha classify karna bahut hi mushkil Hai parantu ham yahan per kuchh Desh Ke Aadhar per classify kar rahe hain.


1. Application ke Aadhar per
2. uddeshy ke Aadhar per
3. Size ke Aadhar per


1. Application ke Aadhar per

Application ke Aadhar per computer teen prakar ke hote Hain:-

1. Analog computer

2. Digital computer

3. Hybrid computer


2. Uddeshy ke Aadhar per

Uddeshy ke Aadhar per computer do prakar ke hote Hain:-

1. General purpose computer

2. Special purpose computer


3. Aakar ke Aadhar per

Aakar aur processing speed ke Aadhar per computer char prakar ke hote Hain:-

1. Super computer

2. Mainframe computer

3. Mini computer

4. Micro computer


Nishkarsh:-

Is pure post ko pane ke bad yah nishkar nikalta hai ki computer ki duniya bahut hi badi ho chuki hai aap dher sare prakar ke Computer design kiye ja rahe Hain jab hamen kabhi bhi computer ke types ko discribe karne ko kaha Jata Hai To ham satik jankari nahin de paate Hain kyunki computer ki duniya bahut hi badi ho chuki hai aur sath hi roj market mein naye naye computer a rahe hain yadi aap se kabhi Bhi computer ke types ke bare mein poochha jaaye To itni jankari kafi hai.


Dost main Asha Karta Hun Ki yah jankariyan ko Pasand I Hogi main ISI Tarah ki jankari is block channel per Lata rahata hun isliye Hamari website per Aate rahiyega yadi yah Jankari aapko acchi lagi hai to ise Apne doston rishtedaron ke sath Jarur share Karen jisse unhen bhi Jankari ka Labh mil sake

Post a Comment

0 Comments