Ticker

6/recent/ticker-posts

Input Device Kya Hai | What Is Input Device | TechyOnFly

Hello doston aaj main aapko input device Iske bare mein batane wala hun computer input device kya kya Hote Hain computer ke input device ke Prakar ISI ke bare mein aaj main aapko batane wala hun isliye ko ant Tak avashya padhe jisse aapko iski Jankari Rakh sake yadi aapko Iske bare mein pata hai to bahut acchi baat hai yadi Nahin Pata to Aaj Ham ISI ke bare mein batane Wale Hain isliye isliye isko dhyanpurvak padhen. 

Input Device Kya Hai

Input device Kya hota Hai computer mein kisi bhi prakar ke Data ko feed karna yani ki Dada ko enter karna input kahlata hai jabki Jo Bhi jyada hamen computer ke dwara prapt hoti hai use output kaha Jata Hai ham baat karte hain ki data kya hota hai. 

computer mein stored information ko data kaha jata hai matlab jo bhi information ham computer mein enter karte hain use data kaha Jata Hai Jaise Naam pata image marks yah sabhi marksheet banane ke liye information hai aur Jaise hi ise computer mein enter kar diya Jata Hai To fir se data kaha jata hai.

Jab kisi bhi prakar ka data computer mein enter Kiya Jata Hai matlab ki jab computer ko input Diya jata hai to computer use data se sambandhit result dikhane ke liye use ko data per kuchh action perform karta hai use process kaha jata hai.

Aaj Ke din mein duniya Ke lagbhag 50 se 60 percent log computer ka istemal karte Hain aur computer mein data entry karne ke liye input device ki avashyakta hoti hai aur FIR uska result dekhne ke liye output device ki avashyakta hoti hai to maine is post mein upar mein kuchh basic terms conditions ke bare mein bataya hai process aur output kya hota hai ab ham aapko bataenge ki inko device kya hoti hai aur unke prakar kitne hain.

Device Kya hota Hai

Sabse pahle ham peripheral device ke bare mein jante Hain ki aakhir peripheral device kya hota hai kyunki kabhi kabhi aapse poochh Diya jata hai ki peripheral device kya hota hai ya FIR ham input device ki definition mein pahli feral device likhane Wale Hain isliye main aapko Bata iske bare mein Bata deta hun peripheral device ka Hindi meaning bahari yantra hota Hai yah ek Aisa device hota hai jo ki ek computer ko start karne ke liye jaruri nahin hota matlab ki peripheral device vaise device ko kaha jata hai jo ki computer ka part nahin hota Jaise alag se Joda Jata Hai Jaise keyboard mouse.

Computer kisi bhi data ko process karne mein peripheral device ka istemal nahin karta aapka data computer mein jab Bhi process hota hai to vah memory aur microprocessor ki madad se hi process hota Hai.

Input device ek peripheral device hota hai jo ki computer mein data ko enter karne ya feed karne mein upyog hota hai input device user ko computer se communicate matlab batchit karne mein help Karta Hai dusre shabdon mein kahe To Paisa device Jo computer ko nirdesh dene ke liye use hota hai use input device kaha jata hai.

Input device kitne prakar ke hote Hain

Yahan per main sabhi input device is ka naam add nahin kar raha hun lekin kuchh mukhya input device ka naam add kar raha hun jo ki computer user ko Janna bahut hi Abhishek hai:- 

1. Keyboard

2. Mouse

3. Touch screen

4. Web Camera

5. Digital Camera

6. Light pen

7. Trackball

8. Joystick


Doston main Asha Karta Hun Ki aapko yah Jankari Pasand I hogi meri Jankari acchi lagi hai to ise Apne doston Aur rishtedaron Ke Sath share Jarur Karen jisse unhen bhi Jankari ka Labh mil sake doston main ISI Tarah ki jankari is blog channel per Laga rahata Hun isliye aapse nivedan hai ki aap is website per Aate Rahe jisse aapko jankariyan ka Labh mil sake. 

Post a Comment

0 Comments