Ticker

6/recent/ticker-posts

IP Address Kya Hota Hai | TechyOnFly

Hello doston aaj main aapko IP address ke bare mein batane wala hun ki IP Address Kya hota Hai IP address kitne prakar ke hote Hain to doston Mera time West kiye jante Hain ki IP address kya hota hai:-

IP Address Kya Hota Hai

IP address ka full form internet protocol address hota Hai yah ek number hota hai jiska upyog network se connected kisi device ki location ko identify karne ke liye assign Kiya jata hai IP address ka upyog internet ke dwara communication aur data transfer karne ke liye Kiya jata hai iska matlab yah Hai ki IP address computer aur dusre kisi bhi device se isko internet ke dwara data ko send aur receive karne ke liye alav karta hai yahan per ham internet ke alava len ke dwara bhi data send karte Hain Jo ki ek IP address generate hota Hai.

Real life example se samajhte Hain To jis prakar ham Ghar mein rahte Hain To hamara ghar ka ek address hota Hai jiske dwara hamare address per koi aaya ja sakta hai ya fir kisi bhi prakar ki vastu laane aur le jaane ke liye ek dusre ka address jaruri hota Hai Jaise agar aap online koi bhi vastu order karte Hain to aapko address dena jaruri hota hai taki delivery boy aapke address Tak aapke order kiye hue vastuon ko pahuncha sake.

Theek ushi prakar jab ham Apne device ko internet ya kisi dusre network ke dwara connect karte Hain To hamen ek address assign hota Hai jiske dwara kisi bhi prakar ki information ek device se dusri device mein sent aur receive Kiya ja sakta hai.

Aapane Shayad kahin IP address mein number ke alava alphabets bhi dekhe honge to ab aap sochte honge ki IP address ek number hi kyon kaha jaega chaliye batate Hain ki Sabse pahle jyada device nahin hua karte The jiske Karan I palace ko ek number mein hi simit kiya gaya tha lekin jaise jaise devices badhate chale gaye to ab usmein kuchh alphabets bhi add karne pade.

Kisi bhi device jo ki internet se connect ho to use identify karne ke liye ek unic identification value assign Kiya jata hai jise IP address kaha jata hai.

IP Address kitne prakar ke hote Hain.

IP address kul char prakar ke hote Hain Jo ki nimn prakar Hain:-

1. Public

2. Private

3. Static

4. Dynamic

Public IP Address:- Yah vaise IP address hote Hain Jo ki network ke bahar communication karne ke liye istemal kiye jaate Hain jaise ki yadi aap internet ke dwara aap kuchh Bhi search engine mein search kar rahe hain to vahan per aapka public IP address istemal hota Hai yah internet service provider ke dwara manage Kiya jata hai.

Private IP Address:- Private IP address bo IP address hote Hain Jo ki locally kuchh dawai se isko ham connect karke data send aur receive karne ka karya karte Hain बड़े-बड़े companiyon ke andar dusre computer system ko sharable banane ke liye private IP address ka istemal Kiya jata hai jab kisi network cable ya personal network ke dwara do ya do se adhik device ko connect Kiya jata hai tab private IP address ka Nirman hota Hai IP address ka istemal network ke andar hi kiya Jata Hai jiska sabse best example Hai LAN Cable.

Static IP Address:- Yah vaise IP address hote Hain Jo ki computer network mein manually create kiye jaate Hain yah kabhi bhi change nahin hota hai private IP address mein jyadatar status IP address hi set kiye jaate Hain yah har device ke network administrator ke dwara create kiye jaate Hain.

Dynamic IP Address:- Yah vaise IP address hote Hain Jo ki samay samay per change hote rahte hain aur yah automatic Li assign hote Hain jab Bhi ham public internet ka istemal karte Hain To hamen dahine mein IP address assign hota hai jo ki kuchh samay tak hi valid hota hai aur fir se use device ko ek Naya IP address assign hota Hai dynamic IP address security purpose ke liye best hota hai yah IP address sabse jyada upyog hone wala IP address hai.


Doston main Asha Karta Hun Ki aapko Hai Jankari Pasand I Hogi main ISI Tarah ki jankari blog channel per Lata rahata hun isliye aap channel per Aate rahiyega jisse aapko Nahin Jankari padhne ka mauka Milega To Milte Hain Agali Kisi nai Jankari ke sath doston yadi hai aapko acchi lagi ho to ise Apne doston Aur rishtedaron Ke Sath share Jarur Karen jisse unhen bhi Jankari Ka Pata Lag sake. 

Post a Comment

0 Comments