Ticker

6/recent/ticker-posts

E-Commerce ka vargikaran

E-Commerce ka vargikaran


E-Commerce ka vargikaran nimnalikhit hai-

(i) Business to business e-commerce

Business to business E-Commerce ko B2B E-Commerce bhi Kaha Jata Hai B2B ई-कॉमर्स Ek business ko Uske Mitra ko khurdara vikretaon suppliers aur pratiyogiyon se electronic relationship sthapit karne ke liye application ke vistrit Kshetra ko aachadit Karta Hai B2B e-commerce ka prayog Vividh items Jaise electronics computers, utility ,shipping or warehousing, motor vahan, office utpad, petrochemicals, bhojan, Krishi ityadi ke liye Kiya ja raha hai  supply chain management electronic marketing procurement management just in time delivery electronic data interchange Audi A4 prachalit B2B application hai Jahan partner ke Madhya sambandh prabhavit Hota Hai. 

B2B e - commerce ke tatb 

Business to business E-Commerce mein company se company ke Madhya vyavsay Kiya Jata Hai is Main upbhokta Kahin Nahin Aata Iske mukhya Tatv nimnalikhit Hain. 

Vikreta company- B2B e commerce mein vikreta company ka sambandh utpadon se Bahon Ke vikre Se Hota Hai

Creta company- B2B E-Commerce mein kreta company ka sambandh utpadon sevaon ke kre se hota hai

Electronic bicholiya- Jab vikreta company aur creta company Sidhe Sidhe Ek dusre se interact Nahin Karte Hain To Ek Teesra vyakti jo ki madhyasth ki sevaen uplabdh karata Hai electronic bicholiya kahlata Hai is bicholiya ki sevaon ko Keval utpadon athva sevaon ki marketing tatha simit Kiya Ja sakta hai athva Isko order ke pura hone Tak Bhi badhaya Ja sakta hai. 

Network platformh- B2B E-Commerce transaction ke liye internet internet externate network platform ka prayog Kiya jata hai

Communication protocols- adhikansh B2B E-Commerce transaction data exchange Jaise orders inviting payments inventory management ke liye electronic data interchange per Bharosa rakhte Hain

Back and information system- supplier ke sire per samanyatah database management system aur enterprise resource planning system Ka prayog Karke B2B commerce transaction Ko prabhavi Kiya jata hai

 B2B E-Commerce categories 

Business to business E- business to business E-Commerce ka vargikaran is Aadhar per Kiya jata hai ki Bajar ka niyantran supplier company graha company athva bijoliya mein se kiske dwara Kiya jana hai .
is Aadhar per E-Commerce ki categories nimnalikhit hai-

Supplier oriented B2B e-commerce- B2B e commerce key is category Mein Bajar ka niyantran utpadak dwara Kiya Jata Hai ismein utpad catalogue order aur transaction sambandhi Suchna order bhugtan Aadi Anya uddeshyon ke liye vyavasthapan supplier ka Store Electronic athva Sarvar per Karte Hain

Buyer oriented B2B e-commerce- Aisi companies jinko Internet se hajaron items ki kharidari Karni Hoti Hai unke liye supplier oriented B2B E-Commerce atyant kharchila ho sakta hai Kyunki ismein Grahak ko Anek website per jakar vanchit suchnaon ko ekattha karna padta hai aur kisi Ek item ke liye vibhinn website se ektrit suchnaon ka tulnatmak adhyayan karna padta hai is prakriya Mein Grahak company ka samay aur Dhan Ka ativya Hota Hai Aise Bade kharidaron ke liye yah upyukt hota hai ki Ve Apne server per Apna Ek electronic market kholen aur avashyak item athva utpadon athva sevaon per sambhavit suppliers ko aamantrit Karen ismein Mangi Gai utpad ki Suchna Uske mulya aur transaction ki sharton se sambandhit ho sakti hain

Intermediari oriented B2B e-commerce- Jahan per electronic madhyastata sthapit ki Jaati Hai vahan intermediari  oriaded E-Commerce Hoti Hai ismein Grahak aur vikreta company se ek bicholiye ki site per Milte Hain madhyasta Bajar Mein Grahak aur vikreta se sambandhit susangat suchnaon ko vyavasthapit Kiya Jana chahie Aur ine suchnaon Ko Lekar order ke supply hone aur antim bhugtan tak rahata hai

(ii) Business to consumer e-commerce


Business to consumer E-Commerce ko b2c E-Commerce bhi Kaha jata hai b2c E-Commerce Mein utpad athva sevaon ko company ke Madhyam se Sidhe Sidhe upbhokta ko becha Jata hai b2c E-Commerce ka prachalan aaj atyant tivra Gati se Badh Raha Hai Iske antargat Ek vyavsay aur ek upbhokta ke Madhya electronic sadhanon ke Madhyam se len Den Hota Hai. 
B2c E-Commerce ke vyavsay ka vastvik Vikas internet aur Iske graphic unmukh broadband Vishva vyapi paper aadharit hai isliye yah abhi utna viksit Nahin Hua Hai Jitna ki B2B e commerce. 

Vyavsay ki Drishti se b2c e commerce ke vyavsay ka mulya vyavsay ke  bhaugolik kshetron ke vistar mein nihit hai jisse upbhokta AVN grahakon ko vyavsay ke Madhyam se Saptah Mein saton din tatha din Mein 24 ghante sevaen milati Rahe yah Karya internet ke Madhyam se sampann hota hai jo ki upbhokta Ke Liye Ek Nai Vastu Hai Iske antargat upbhoktaon ki order ki Drishti tatha jaanch karne se sambandhit Karya Karne padte hain tatha is Prakar vyavsay mein samay AVN Dhan ki bachat Hoti Hai upbhokta aadharit udyogon Jaise Swasth Raksha Dur Sanchar ko E-Commerce ka paryapt Labh milega Kyunki Ve Iske dwara utpadon ko Sidhe upbhokta Tak pahuncha sakte hain isase utpadon ki aadharbhut sanrachna bhi prabhavit Hoti Hai yatayat tatha Sarkari sevaen Jaise Anya udyogon Mein E-Commerce ka Prabhav mukhyatah vipanan vikray aur upbhokta sevaon per Hoga internet ke Vanijya Karan AVN lokpriyata Ke Karan b2c e-commerce ko nai Gati Mili Hai parantu Pichhle Kuchh Samay se internet video aur Tally shopping Jaisi pratiyogiki Ka prayog Karke online vyavsay Mein Kafi vriddhi Hui Hai. 

B2C E-Commerce ka vargikaran

B2ce commerce ko nimnalikhit do vargon mein vargikrit kiya Ja sakta hai. 

(i) Pratyaksh vikreta- be companies Jo Sidhe upbhokta ko utpadan athva sevaen uplabdh karati Hain pratyaksh vikreta kahlate Hain pratyaksh vikreta nimnalikhit Do Prakar ke Hote Hain. 

• E-teller- e-teller's order prapt hone per Mal ko delivery ke liye Sidhe upbhokta athva holsaler athva Nirmata ko bhej deta hai. 

• manufacturers- Anek Nirmata internet ke Madhyam se Sidhe upbhokta ko Mal bechate Hain iska uddeshy Ek processor jo ki Disintermediation kahlati hai Iske Madhyam se bicholiyon ko hatana hai aur sath hi Sidhe upbhokta se sambandh sthapit karna hai Jaisa ki catalogy companies is Vidhi ka upyog barson se kar rahi hai yah Koi naya vichar Nahin hain. 

(ii) online bicholiya- Aisi companies hoti hain Jo kreta Aur vikreta Ke Madhya transaction ko Sugam banata hai aur transaction ke mulya ka Kuchh pratishat Bhag prapt karta hai aaj Aisi b2c companies ka ek Shambhu khada ho chuka hai. 

 online bicholiye nimnalikhit do Prakar ke Hote Hain. 

• Dalal- creta Aur vikreta Ke Madhya transaction ko Sugam Banane wali companies Dalal kahlati Hai upbhokta Ke Sthan per hi orders ka kray aur vikray mein sahayata karne wali companies bhi broker ki Shreni Mein Aati Hai Jaise e- trade V companies job upbhoktaon ko Vividh Store se kharidari karne mein sahayata Karti Hain ISI Shreni Mein Aati Hain yahoo! Store it ISI Prakar ki company hai. 

• informediarage- Ek informidairi form companies or upbhokta ke Madhya chhanni Ki Bhanti Karya Karti Hai Ek vyaktigat prayog Karta informidiaries ko company vyakti ka Suchna uplabdh karata hai aur uske Jawab Mein Apne Lakshya se sambandhit Suchna prapt Karta Hai companiyan informediaries Se ektra Ki Gai suchnaon Ke Badle bhugtan Karti Hain. 

(iii) business to apply e-commerce

Business to apply E-Commerce ko B2E E-Commerce bhi Kaha Jata Hai yah Ek Indra business network ka prayog karti hai jo companies ko unke karmchariyon ko utpad aur Seva uplabdh karane ki anumati pradan Karta Hai companies Vishesh Roop se B2E networks Ka prayog karmchariyon se sambandhit corporate processes ko swachalit karne ke liye karti hai. 

B2E application mein online insurance policy vyavasthapan niyamit vigyapit prakaran online purti prathnayen aur vishisht karmchari prastav Aate Hain. 

(iv) customer to customer e-Commerce

Customer to customer eCommerce ko C2C ई-कॉमर्स bhi Kaha Jata Hai yah commerce abhi lokpriya nahin hai iska sabse Achcha udaharan nilami sites Hai yadi Koi Kuchh bechna Chahta Hai to vah use nilami site per note kara deta hai aur log uski boli Laga sakte. 

(v) business to government e-commerce

Business to government E-Commerce ko b2g E-Commerce bhi Kaha jata hai ismein Sarkari aur bedanik sevaen aur suvidhaen Jaise income tax return ko bharna Vyapar kar bharna Vyapar licence ka navinikaran Aadi sammilit hai. 

(vi) government to customer e-Commerce

Government to customer eCommerce ko g2c E-Commerce bhi Kaha Jata Hai Bhumi aay AVN bikri Pralay ka Record certificate aur licence fees licence ka navinikaran passport income tax return ko filing sampatti return shikayaton ka sangrah vilo ka bhugtan Shesh maton ka bhugtan Aadi sevaen aur suvidhaen Jeetu commerce ke antargat aati hai. 

(vii) upbhokta se vyavsay e-commerce

Upbhokta se vyavsay commerce ko c2b  bhi Kaha Jata Hai yah Vyapar ke liye vyaktiyon se utpadon suchnaon ya sevaon ka aadn pradan hai






Post a Comment

0 Comments