Hello and welcome doston Aaj Ham aapko batane Wale Hain Ki computer kya hai aur yah Kaise Karya karta hai isliye kaun si Tak avashya padhen yadi aapko pata hai ki computer kya hai to bahut acchi baat hai yadi aapko Nahin pata ki computer kya hai aur yah Kaise Karya karta hai To Aaj Ham aapko ISI ke bare mein batane Wale Hain isliye isliye Kaun seta ka avashya padhen Jaise aapko Jankari ka Labh mil sake isliye Ki Main Ham aapko computer ke bare mein Sabhi Jankari Denge jisse aapko computer se related jo bhi information Hai vah Mil sake to isliye ko dhyanpurvak padhen.
Computer kya hai aur kaise karya karta hai
Computer kisi bhi prakar ke data ko store receive process karne mein saksham hota hai vibhinn sansthaen ya vyaktigat roop se computer ka upyog vibhinn karyon ke liye Kiya ja sakta hai. Jaisa ki aap jante honge aapane Dainik jivan mein aap computer ka istemal vibhinn karyon ko karne hetu jaise ki Mel bhejne document create karne files create karne aur share karne mein vibhinn karyon ke liye upyog karte Hain.
Computer vibhinn prakar ke hote hain iske prakar ke anusar iske karya karne ki kshamta ka bhi vibhajan hota hai:-
Computer kise kahate Hain janne ke saath-saath aapko vaise computer ki jankari bhi hona avashyak hai kyunki computer ko computer ki paribhasha aapko pata honi chahie kabhi kabhi aapse poochh liya jata hai ki computer kya hota hai.
Computer ke bhag aur unke karya
Aapane kabhi socha hai computer Namak yah machine itni sari karyon ko karne mein kaise saksham hoti yadi nahin jante to ise samajhne ke liye computer ko chalane ke liye avashyak do mukhya bhag hardware aur software hote hain inke bare mein Janna aapko bahut hi avashyak hai usse pahle aapko ek bar computer ka aavishkar kisne kiya jaruri hai.
Hardware
Hardware aapke computer ka vah hissa hota hai jise aap chhu sakte hain jaise keyboard mouse ityadi ke sath-sath computer mein maujuda kuchh atirikt hardware parts mein hote hain jaise RAM ROM CPU hai sabhi computer ko surakshit roop se chalane ke liye avashyak hote Hain.
Software
Computer ka vah bhag jise ham chhu nahin sakte parantu dekh sakte hain hardware ki tarah hi computer ko chalane ke liye yah atyant avashyak bhag hota hai jo hardware ko yah nirdesh deta hai ki kab kya Karna hai aap Jo computer per games khelte Hain video dekhte hain ya FIR kisi bhi Anya prakar ke application ko open karte hain vah computer ka software hi hota hai sanchep mein kaha jaaye to hardware software yah donon jab aapas mein milkar sucharu roop se karya karte Hain to ek manushya computer ko operate kar pata hai udaharan ke taur per yadi aap aise jankari ko computer per padh rahe hain to aapke pass jo ki board hardware typing karne ke liye vahi browser ek software hai.
Computer ki visheshtaen
Computer ki kuchh visheshta hai jinki vajah se gharon se lekar office Tak har jagah hamen aaj computer ka upyog aasani se dekhne Ko milta hai computer ki mukhya visheshta nimnalikhit Hain jaise:-
Speed- manushya ki tulna mein computer hai yah karya karne ki Shakti Kai Guna adhik Hoti hai ek computer ke pass lakhon nirdeshon ko second mein preshit karne jitni kshamta hoti hai.
Shuddhta- yah dusra sabse aham Karan hai jiski vajah se iska istemal hota hai iski karya stock ko pura karne mein manushya ki galti hone ki sambhavnayen Bani rahti Hain vahi computer is mamle mein sakht pratishat Accurate hota hai.
Lagan (Diligence)- anek task ko tivra gati ke sath sath Consistency ke sath pura Karta hai atah manushya ke dimag ki tulna mein Bina dhake gai ghanto vasani se Bina kam kar sakta hai.
Shobchallan- computer ki tivra gati se task ko perform karne ka mukhya Karan hai automation computer ka prayog karte hue vyakti Bina manual action ke Kai karyon ko aasani se pura kar pata hai.
Memory - manushya ke dimag ki vyakti computer mein bhi world ine memory Hoti hai Jahan per computer ka sara data store hota hai ise primary memory Naam se bhi Jana jata hai avashyakta padane per computer ki memory ko secondary storage device Jaise pen drive ki madad se iska vistar Kiya ja sakta hai.
Computer kaise karya karta hai
Jab aap apni computer ke mouse se ek click bhi karte Hain to alag jhapakte hi hamen uska pariman screen per dekhne Ko milta hai to aakhri yah computer kaise karya Karta hai ise samajhne ka prayas karte hain jab computer data prapt Karta hai to CPU tatha motherboard se juda Anya comments Jaise procedure hard disc ke sath computer mein use data ko Pravesh Kiya jata hai.
Atah computer ke karya karne ke liye ine donon bhagon ki atyant avashyakta hoti hai jo hardware or software.
To hamare Pyare doston yadi aapko yah Jankari Pasand I ho to ise Apne doston rishtedaron ke sath Jarur share Karen jisse unhen bhi is Jankari ke Labh mil sake to Milte Hain Agali Kisi nai Jankari ke sath.
Thank You.
0 Comments